Say No to Plastic Bags

Say No to Plastic Bags

  • Submitted By: roshankarule
  • Date Submitted: 03/09/2011 4:05 AM
  • Category: English
  • Words: 385
  • Page: 2
  • Views: 2526

Phoolon ka taaron ka, sabaka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen sang rehana hai
Phuulon ...

Ye na jaana duniya ne tu hai kyoN udaas,
Terii pyaasii aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, kah jo kehana hai, ek hazaaron ...
Jab se merii aaNkhon se ho gayi tu door
Tab se sare jiivan ke sapane hain choor
AaNkhon mein neend naa, man mein chaina hai, ek hazaaron ...

Dekho hum tum dono hain ek Daalii ke phool
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gai bhool
Aa mere paas aa, keh jo bhi kehanaa hai, ek hazaaron ...

Jiivan ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaro.n .. 

aao bachcho tumhe dikhaye jhankee hindustan kee
iss mittee se tilak karo yeh dharatee hai balidan kee
vande mataram........

uttar me rakhavalee karata parvataraj virat hai
dakshin me charano ko dhota sagar kaa samrat hai
jamuna jee ke tat ko dekho ganga kaa yeh ghat hai
bat bat pe hat hat me yaha nirala thath hai
dekho yeh tasvire apane gaurav kee abhiman kee
iss mittee se.........

yeh hai apana rajaputana naj ise talavaro pe
isane sara jivan kata barachhee tir kataro pe
yeh pratap kaa vatan pala hai aajadee ke naaro pe
kud padee thee yaha hajaro padminiya angaaro pe
bol rahee hai kan kan se kurbanee

rajasthan kee dekho mulk maratho kaa yeh yaha shivaji dola tha
mughalo kee takat ko jisane talavaro pe tola tha
har pavat pe aag lagee thee har patthar ek shola tha
bolee har har mahadev kee bachcha bachcha bola tha
yaha shivaji ne rakhee thee laj hamaree shan kee
iss mittee...

Similar Essays